Accha nahi lagta tumko baar baar yah kehna,
Bahut katin hai itne dino tak dor aapse rehana.
Dour kai imtehaan kea aye utra sab me khara,
Fir bhi teri nazaro me kyu mein rah gaya gujra.
Accha hua jo aap humko jaldi hi phechan gaye,
Koi baat nahi chalo aapse hum hi haar maan gaye.
Theka liya hai kya rutane ka mujhse aapne,
Kaise manaye Jaanu tumko mummy ke samne.
Dil ki baate kare akele man halka ho jayega,
Shak ke badal chat jayege pyar ka phool khel jayega.
Kese dilau aapko mere pyar ki shahdat,
Ek tum hi ho jiski sada karta hoon ibadat.
Sharmo haya ki surkhi hai phool se gulabi galo me,
Chahat bhari padhi hai in sharbati aakho ke pyalo me.
Mujhko tumhare dard ka ahsaas hai magar,
Kya haal hai yah pooch bhi sakte nahi jigar.
Kya hua sikha jo tumne nazare milana,
Bura nahi hai kisi pyaase ko paani pilana.
Jalne wale jala kare duniya ka kaam hai jalana,
Aao hum to pyar kare kahi bitna jaye ye pal.
Udaasi bhare din jaanu kabhi to dhalege,
Dilo ke chaman me phool kabhi to khelege.
Pyar me kya luft hai dil wale jante hai,
Jalne me kya maaza hai parwane jaante hai.
Milan humara jab hoga hum sapno me kho jayege,
Zulfo ke saye me hum tum thakkar ke so jayege.
Sapano ke sakar mahal me dil ke Deepak jale,
Bahut dino se bichade premi aakhir mile gale.
Jawaani naam se ho bekhata ilzaam hoti hai,
Nek nazar bhi is umr me badnaam hoti hai.
Sahar chodkar tera chala jauga mein kahi,
Yaha per teri yaadein picha chodati nahi.
Kyu hickicha rahi ho lab to jara hilao,
Nazaro se do nimantadan gulsan mera khilayo.